Bethlehem pass ek maidaan hain
Bhede waha nith charthi hain
aadhi raat aa pahuchi hain
gadadiye tho jaagte hain
Jhund ki rakhwali karte hain
aapas mein baatcheet karthe hain
Ek a ek yun dekhtey hain
aasmaan ki aur kyun dekhte hain
Swargiya roshni chamakthi hain
ek doot dikhaye deta hain
Gadadiye dar jaate hain
Bhagne ki iccha karte hain
Ishwaar ka doot yun boltha hain
Tumko kuch darna nahi hain
Tradkartha abhi janma hain
Yeh tho usi ka pata hain
Woh behthelem mein janma hain
Uska darshan tho karna hain
Ishwar ka doot yun boltha hain
Balak charni mein pada hain
Aur kapde mein lapeta hain
Yeh tho usi ka pata hain
Woh behthelem mein janma hain
Uska darshan tho karna hain
Bethelehem mein pahuchte hain
Yesu ga ghar gaushala hain
Waha balak ko paatey hain
Uski santhma uske pass hain
Balak ke paav par girte hain
aur uska danvat karte hain
O kaisa sundar balak hain
O kaisa premi balak hain
Prem se wah muskuraata hain
Humko bachane aata hain
Sada sada yesu ki jai
Sada sada prabhu ki jai
Bhede waha nith charthi hain
aadhi raat aa pahuchi hain
gadadiye tho jaagte hain
Jhund ki rakhwali karte hain
aapas mein baatcheet karthe hain
Ek a ek yun dekhtey hain
aasmaan ki aur kyun dekhte hain
Swargiya roshni chamakthi hain
ek doot dikhaye deta hain
Gadadiye dar jaate hain
Bhagne ki iccha karte hain
Ishwaar ka doot yun boltha hain
Tumko kuch darna nahi hain
Tradkartha abhi janma hain
Yeh tho usi ka pata hain
Woh behthelem mein janma hain
Uska darshan tho karna hain
Ishwar ka doot yun boltha hain
Balak charni mein pada hain
Aur kapde mein lapeta hain
Yeh tho usi ka pata hain
Woh behthelem mein janma hain
Uska darshan tho karna hain
Bethelehem mein pahuchte hain
Yesu ga ghar gaushala hain
Waha balak ko paatey hain
Uski santhma uske pass hain
Balak ke paav par girte hain
aur uska danvat karte hain
O kaisa sundar balak hain
O kaisa premi balak hain
Prem se wah muskuraata hain
Humko bachane aata hain
Sada sada yesu ki jai
Sada sada prabhu ki jai
No comments:
Post a Comment