Saturday, June 24, 2017

Yeshu mashi tere jaisa hai koi nahi

Yeshu mashi tere jaisa hai koi nahi
Tere charno mei jhuke aasaman
Aur mahima gaye zameen – (2)

Hum gaye ho-sanna
Tu rajao ka hai raja
Teri mahima howe sada
Tu hai prabhu humara khuda – (2)


Pyare pita tune hum se kitna pyar kiya
Hume paapo se chudane ko
Apne bete ko kurban kiya – (2)

Hum gaye ho-sanna
Tu rajao ka hai raja
Teri mahima howe sada
Tu hai prabhu humara khuda – (2)

No comments:

Post a Comment